Dikhta nahi hai mera supreme faith
aapka original test hi to hai inme se ek.
samaj nahi pata hai insaan isko
ladte rehta hai aapne logic se fir isko
janta nahi pyaar mehsoos kiya jata hai.
sunkar analyzation mein nahi aata.
comprehend karne ki yaah baat nahi
wonder hai isme koi saugat se kaam bhi nahi
imagination kya sudharegi tujhko
aree pagle kaha jata hai raj yog isko.
tere dil se direct connection hai usse
chupkse se baat kar aata hai jisse.
halka ho jata hai tu fir yahan pe
malum hai tujhe koi hai tera is jahaan me.
khud ko master ka tag lagwata hai,
fir study karne kyu nahi aata hai.
sharam kyu aati hai tujko,
baap hai tera wo kehte hai janijan usko.
galat impressions tere remove karata hai,
tere original nature tujhe he batata hai.
kya kehna is gyaan ki baat ka,
karva diya realization aapne he aap ka.
keh saku samajdar aapne aap ko,
Jab ban saku tujhsa fir hi koi baat ho.
bahanebazi ki yaha koi try nahi
yaad rakhna too late baad fir chance bhi nahi.
thoda sa fir time nikalna,
aapne ko shatan se insaan fir devta bhi banana,
royality hai tujhme ye kabhi na bhulna
jiska baacha hai uske nikat jarur hi rahna.
wo sister ka thanks bhi karna
aakaar aastha pe,sala change hi karva diya hai aapna sochna.
milenge jaarur is sangam ki kyaa baat ho
yaha nahi to waha in aatmao ka ye part ho.
chalta hun, "Om shanti" ab kehta hun
farak hai bas itna ab isse tag nahi apni ek pehchaan samajta hun.
No comments:
Post a Comment